Translate

Friday, May 5, 2023

Day 353 of 300: Today's song is Tan Man Dhan Sab Hai Tera by Mukesh - Manchali (1973)

It is day 353 of 300, and today's song is Tan Man Dhan Sab Hai Tera sung by Mukesh from the 1973 movie Manchali directed and produced by Raja Nawathe. Music composed by Laxmikant Pyarelal, and lyrics written by Anand Bakshi.

Here is my rendition of the song with backing tracks (posted on May 05, 2023):
Chords: ?
Lyrics:
tan man dhan sab hai tera
bin tere kya hai mera
tan man dhan sab hai tera
bin tere kya hai mera
raat-din mai tere geet gata rahu
tan man dhan sab hai tera
bin tere kya hai mera
raat-din mai tere geet gata rahu
tan man dhan sab hai tera

kya dharti kya suraj-chanda
kya dharti kya suraj-chanda
jag moh maya ka hai ek phanda
mai hun sidha-sada banda
jag choro ka hai dera
tan man dhan sab hai tera
bin tere kya hai mera
raat-din mai tere geet gata rahu
tan man dhan sab hai tera

kya apna aur kya begana
kya apna aur kya begana
jaan ke kahe dhokha khana
jivan hai bas aana-jana
ek jogi ka hai fera
tan man dhan sab hai tera
bin tere kya hai mera
raat-din mai tere geet gata rahu


Thank you for listening!
Peace
aG

No comments:

Post a Comment

Thank You for your comments