Here is my rendition of the song with backing tracks (posted on July 08, 2023):
Lyrics:
mujh ko yaaron maaf karnaa main nashe mein hoonmujh ko yaaron maaf karnaa main nashe mein hoonab to mumkin hai bahaknaa main nashe mein hoonmujh ko yaaron maaf karnaa main nashe mein hoonkal ki yaadein mit rahi hai dard bhi hai kamab zaraa aaraam se aa jaa rahaa hai damarre aa jaa rahaa hai damkam hai ab dil kaa tadapnaa main nashe mein hoonab to mumkin hai bahakna main nashe mein hoonmujh ko yaaron maaf karnaa main nashe mein hoondhal chuki hai raat kab ki uth gayi mahfilmain kahaan jaaun nahin koyi meri manzilnahin koyi meri manzildo kadam mushqil hai chalnaa main nashe mein hoonmujh ko yaaron maaf karnaa main nashe mein hoonhai zaraa si baat aur chhalke hai kuchh pyaalepar na jaane kyaa kahenge ye jahaan waalekahenge ye jahaan waaletum bas itnaa yaad rakhnaa main nashe mein hoonab to mumkin hai bahakna main nashe mein hoonmujh ko yaaron maaf karnaa main nashe mein hoon
English Translation: ?
Thank you for listening!
Peace
aG
No comments:
Post a Comment
Thank You for your comments