Raag: Kirwani
Taal: Kaherava
Here it is, my rendition of the song:
Chords: tabs.ultimate-guitar.comLyrics:
Meri bheegi bheegi si palkon pe rah gayeJaise mere sapne bikhar keJale man teraa bhi kisi ke milan koAnaamikaa tuu bhi tarseMeri bheegi bheegi siMeri bheegi bheegi si palkon pe rah gayeJaise mere sapne bikhar keJale man teraa bhi kisi ke milan koAnaamikaa tuu bhi tarseMeri bheegi bheegi siTujhe bin jaane bin pahchaaneMaine hriday se lagaayaaTujhe bin jaane bin pahchaaneMaine hriday se lagaayaaPar mere pyaar ke badle mein tooneMujhko ye din dikhlaayaaJaise birhaa ki rut maine kaatiTadapke aahen bhar bhar keJale man teraa bhi kisi ke milan koAnaamikaa tuu bhi tarseMeri bheegi bheegi siAag se naataa naari se rishtaaKaahe man samajh na paayaaAag se naataa naari se rishtaaKaahe man samajh na paayaaMujhe kyaa huaa thaa ek bewafaa seHaay mujhe kyun pyaar aayaaTeri bewafaayi pe hanse jag saaraaGali gali guzre jidhar seJale man teraa bhi kisi ke milan koAnaamikaa tuu bhi tarseMeri bheegi bheegi siMeri bheegi bheegi si palkon pe rah gayeJaise mere sapne bikhar keJale man teraa bhi kisi ke milan koAnaamikaa tuu bhi tarseMeri bheegi bheegi si.
English Translation: http://anondogaan.blogspot.com/2014/06/meri-bheegi-bheegi-si-lyrics-translation.html
Thank you for listening!
Peace
aG
No comments:
Post a Comment
Thank You for your comments