It is day 270, and today's song is Likhe Jo Khat Tujhe sung by Mohammed Rafi from the 1968 movie Kanyadaan directed by Mohan Segal and produced by Rajendra Bhatia. Music composed by Shankar Jaikishan, and lyrics written by Neeraj.
Raag: Asavari (I think)
Taal: Kaherava
Here is my rendition of the song:
Chords: tabs.ultimate-guitar.comLyrics:
Likhe jo khat tujheWoh teri yaad meinHazaaron rang keNazaare ban gayeLikhe jo khat tujheWoh teri yaad meinHazaaron rang keNazaare ban gayeSawera jab huyaTo phool ban gayeJo raat aayi toSitaare ban gayeLikhe jo khat tujheKoyi nagma kahin goonjaKahan dil mein yeh tu aayiKahin chatki kali koyiMain yeh samjha, tu sharmaayiKoyi khushboo kahin bikhriLaga yeh zulf lehraayiLikhe jo khat tujheWoh teri yaad meinHazaaron rang keNazaare ban gayeSawera jab huyaTo phool ban gayeJo raat aayi toSitaare ban gayeLikhe jo khat tujheFiza rangeen, adaa rangeenYeh ithlaana, yeh sharmaanaYeh angdhaayi, yeh tanhaayiYeh tarsa kar, chale jaanaBana de ga nahi kiskoJawaan jadoo yeh deewanaLikhe jo khat tujheWoh teri yaad meinHazaaron rang keNazaare ban gayeSawera jab huyaTo phool ban gayeJo raat aayi toSitaare ban gayeLikhe jo khat tujheJahan tu hai, wahan main hoonMere dil ki tu dhadhkan haiMusafir main tu manzil haiMain pyaasa hoon tu saawan haiMeri duniya yeh nazre hainMeri jannat yeh daaman haiLikhe jo khat tujheWoh teri yaad meinHazaaron rang keNazaare ban gayeSawera jab huyaTo phool ban gayeJo raat aayi toSitaare ban gayeLikhe jo khat tujhe.
English Translation: https://lyricsraag.com/likhe-jo-khat-tujhe-lyrics-translation-sanam/
Thank you for listening!
Peace
aG
No comments:
Post a Comment
Thank You for your comments