Translate

Wednesday, December 1, 2021

Day 225: Today's song is Thandi Hawayein Lehra Ke Aaye by Lata Mangeshkar - Naujawan (1951)

It is day 225, and today's song is Thandi Hawayein Lehra Ke Aaye sung by Lata Mangeshkar from the 1951 movie Naujawan, directed by Mahesh Kaul. Music composed by S.D. Burman, and lyrics written by Sahir Ludhianvi.

A very old song. I came across this song recently, and it reminded me of a Lata tape we had at home. 

Anyways, here it is, my rendition of the song:
Chordstabs.ultimate-guitar.com
Lyrics:
ha ha ha ha ha
la la la la la, hm hm hm hm hm
kaise bulaaye

thandee hawaaye, lehraake aaye
rut hai jawaan, tumho yaha kaise bulaaye
thandee hawaaye
thandee hawaaye, lehraake aaye
rut hai jawaan, tumho yaha kaise bulaaye
thandee hawaaye

ha ha ha ha ha
la la la la la, hm hm hm hm hm
kaise bulaaye

chaand aur taare, hanste nazaare
milke sabhi dil me sakhi, jaadu jagaaye
thandee hawaaye, lehraake aaye
rut hai jawaan, tumho yaha kaise bulaaye
thandee hawaaye kaise bulaye

kaha bhee naa jaaye, raha bhee naa jaaye
tumse agar mile bhee nazar ham jhhep jaaye
thandee hawaaye, lehraake aaye
rut hai jawaan, tumho yaha kaise bulaaye
thandee hawaaye

ha ha ha ha ha
la la la la la, hm hm hm hm hm
kaise bulaaye

dil ke fasane, dil bhee naa jane
tumko sajan, dil kee lagan, kaise bataye
thandee hawaaye, lehraake aaye
rut hai jawaan, tumho yaha kaise bulaaye
thandee hawaaye
hm hm hm hm hm
hm hm hm hm hm
kaise bulaaye


Thank you for listening!
Peace
aG

No comments:

Post a Comment

Thank You for your comments