Translate

Saturday, October 2, 2021

Day 185: Today's song is Mera Man Tera Pyasa by Mohammed Rafi - Gambler (1971)

It is day 185, and today's song is Mera Man Tera Pyasa sung by Mohammed Rafi from the 1971 movie Gambler, directed by Amarjeet. Music composed by S.D. Burman, and lyrics written by Neeraj.

So here it is, my rendition of the song:
Chordstabs.ultimate-guitar.com
Lyrics:
mera man tera pyasa, mera man tera
mera man tera pyasa, mera man tera
puri kab hogi aasha, mera man tera
mera man tera pyasa, mera man tera

jab se maine dekha tujhe mera dil nahi raha, mera
de de apna hath mere hatho me kya jaaye, tera
jab se maine dekha tujhe mera dil nahi raha, mera
de de apna hath mere hatho me kya jaaye, tera
ab to na todo aasha, mera man tera
mera man tera pyasa, mera man tera

zindagi hai meri ik danv, tu hai haar-jit, meri
aise vaise kaise bhi tu khel hamse jaisi marzi, teri
zindagi hai meri ik danv, tu hai haar-jit, meri
aise vaise kaise bhi tu khel hamse jaisi marzi, teri
kitni hai bholi asha, mera man tera
mera man tera pyasa, mera man tera

pata nahi kaun hu mai, kya hu aur kaha mujhe, jana
apni vo kahani jo anjani ho ke ban gayi, fasana
pataa nahi kaun hu mai, kya hu aur kaha mujhe, jana
apni vo kahani jo anjani ho ke ban gayi, fasana
jivan kya hai, tamasha, mera man tera
mera man tera pyasa, mera man tera
puri kab hogi aasha, mera man tera
mera man tera pyasa, mera man tera


Thank you for listening!
Peace
aG

No comments:

Post a Comment

Thank You for your comments