So here it is, ,my rendition of the song:
Chords: tabs.ultimate-guitar.comLyrics:
Hothon pe sacchaai rahti haiJahaan dil mein safaai rahti haiHum uss desh ke vaasi heinHum uss desh ke vaasi heinJis desh mein ganga behti haiMehmaan jo hamaara hota haiWoh jaan se pyaara hota haiMehmaan jo hamaara hota haiWoh jaan se pyaara hota haiJyaada ki nahi laalach hamkoThode mein gujaara hota haiThode mein gujaara hota haiBaccho ke liye jo dharti maaSadiyon se sabh kucch sahti haiHam uss desh ke vaasi haiHum uss desh ke vaasi heinJis desh mein ganga behti haiKucch log jo jyaada jaante heinInsaan ko kam pehchaante heinKucch log jo jyaada jaante heinInsaan ko kam pehchaante heinYe purab hai purab waaleHar jaan ki kimat jaante heinHar jaan ki kimat jaante heinMil jul ke raho aur pyaar karoEk cheej yahi jo rahti haiHam uss desh ke vaasi haiHum uss desh ke vaasi heinJis desh mein ganga behti haiJo jiss se mila seekha hamneGairon ko bhi apnaaya hamneJo jiss se mila seekha hamneGairon ko bhi apnaaya hamneMatlab ke liye andhe hokarRoti ko nahi pooja hamneRoti ko nahi pooja hamneAb ham toh kya saari duniyaSaari duniya se kati haiHam uss desh ke vaasi haiHum uss desh ke vaasi heinJis desh mein ganga behti haiHothon pe sacchhai rahti haiJahaan dil mein safaai rahti haiHum uss desh ke vaasi heinHum uss desh ke vaasi heinJis desh mein ganga behti hai
English Translation: http://anondogaan.blogspot.com/2014/08/hothon-pe-sachchaai-lyrics-translation.html
Thank you for listening!
Peace
aG
No comments:
Post a Comment
Thank You for your comments