Translate

Friday, March 31, 2023

Day 281: Today's song is Chingari Koi Bhadke by Kishore Kumar - Amar Prem (1972)

It is day 281 and today's song is Chingari Koi Bhadke sung by Kishore Kumar from the 1972 movie Amar Prem directed and produced by Shakti Samanta. Music composed by R.D. Burman and lyrics written by Anand Bakshi.

Raag: Bhairavi
Taal: Kaherava

Anyone who knows Bollywood songs knows this song, and my words will not do justice to it.
So, here, without saying anything more, is my renditions of the song.

Solo with an acoustic guitar (posted on March 31, 2023):

With backing tracks (posted on March 19, 2022):
Chordstabs.ultimate-guitar.com
Lyrics:
chingaari koi bhadke
chingaari koi bhadke, to saavan usey bujhaaye
saavan jo agan lagaaye, usey kaun bujhaaye
ho usey kaun bujhaaye
patjhad jo baag ujaade, vo baag bahaar khilaaye
jo baag bahaar mey ujde, usey kaun khilaaye
ho usey kaun khilaaye

humse mat puchho kaise, mandir toota sapno ka
humse mat puchho kaise, mandir toota sapno ka
logo ki baat nahi hai, ye kissa hai apno ka
koi dushman thes lagaaye, to meet jiyaa behlaaye
manmeet jo ghaav lagaaye, use kaun mitaaye

na jaane kya ho jaata, jaane hum kyaa kar jaate
na jaane kya ho jaata, jaane hum kyaa kar jaate
peete hai to zinda hai, na peete to mar jaate
duniya jo pyaasa rakhe, to madira pyaas bujhaaye
madira jo pyaas lagaaye, use kaun bujhaaye
ho use kaun bujhaaye

maana tufaan ke aage, nahi chaltaa zor kisi kaa
maana tufaan ke aage, nahi chaltaa zor kisi kaa
maujo kaa dosh nahi hai, ye dosh hai aur kisi ka
majdhaar me naiyaa dole, to maajhi paar lagaaye
maajhi jo naav duboye, use kaun bachaaye
ho usey kaun bachaaye, chingaari


Thank you for listening!
Peace
aG

Tuesday, March 28, 2023

Day 349 of 300 - Today's song is Shree Ramchandra Kripalu Bhajman - Tulasi Das (Devotional song)

It is day 349 of 300, and today's song is Shree Ramchandra Kripalu Bhajman sung by various singers including Lata MangeshkarMusic composed by Hridayanath Mangeshkar, and lyrics written by Saint Tulasi Das in the sixteenth century. The prayer/ode glorifies Shri Rama and his characteristics to the best. It's Rama Navami in a day. Happy Rama Navami

Raag: Yaman Kalyan
Taal: Rupak

Here is my rendition with backing tracks (posted on March 28, 2023):
Chordstabs.ultimate-guitar.com
Lyrics:
sri ramachandra kripalu baja mana haranna bhavabhaya darunnama
navakanja lochana kanja mukha kara kanja pada kanjarunnama
sri ramachandra kripalu baja mana haranna bhavabhaya darunnama
sri ram sri ram

kandarpa agannita amita chhavi navanil niraja sundaram
pata pita manahu tarit ruchi shuchi naumi janakasuta varama
sri ramachandra kripalu baja mana haranna bhavabhaya darunnama
sri ram sri ram

bhaja deenabandhu dinesh danava daityavansha nikandanama
raghu-nanda ananda-kanda kaushala-chanda dasharatha-nandanama
sri ramachandra kripalu baja mana haranna bhavabhaya darunnama
sri ram sri ram

sira krita kundala tilaka charu udara anga vibhushannama
ajanu-bhuja sharachapa dhara snagrama jita kharadushannama
sri ramachandra kripalu baja mana haranna bhavabhaya darunnama
sri ram sri ram

iti vadita tulasidasa shakara shesha muni-mana ranjanama
mama hridaya-kanja nivasa karu kamadi khala-dala ganjanama

sri ramachandra kripalu baja mana haranna bhavabhaya darunnama
navakanja lochana kanja mukha kara kanja pada kanjarunnama
sri ramachandra kripalu baja mana haranna bhavabhaya darunnama
sri ramachandra kripalu baja mana haranna bhavabhaya darunnama
sri ram sri ram


Thank you for listening!
Peace
aG

Friday, March 24, 2023

Day 348 of 300: Today's song is Main Ek Raja Hoon by Mohammed Rafi - Uphaar (1971)

It is day 348 of 300, and today's song is Main Ek Raja Hoon sung by Mohammed Rafi from the 1971 movie Uphaar directed by Sudhendu Roy and produced by Tarachand Barjatya. Music composed by Laxmikant Pyarelal, and lyrics written by Anand Bakshi.

Raag: Bhairav
Taal: Kaherava

Here is my rendition of the song with backing tracks (posted on Mar 24, 2023):
Chordstabs.ultimate-guitar.com
Lyrics:
mai ek raaja hu, tu ek rani hai
prem nagar kee yeh ek sunder prem kahaanee hai

kya hotee hai prem kahaanee, yeh bhee tu naadaan naa jaanee
kitnee pyaaree pyaaree teree yeh naadaanee hai
mai ek raaja hu, tu ek rani hai

mann meraa ek mahal ho jaise, tu isame rahatee hai aise
jaise sip me motee hai, saagar me paanee hai
mai ek raaja hu, tu ek rani hai

premee bhanvre rangraliyo ke, kya kehte hain inn kaliyo se
yeh tujhako kaise samjhaau, tu divaanee hai
mai ek raaja hu, tu ek rani hai

English Translation: ?

Thank you for listening!
Peace
aG

Tuesday, March 21, 2023

Day 347 of 300: Today's song is Ek Pyar Ka Nagma Hai by Mukesh - Shor (1972)

It is day 347 of 300, and today's song is Ek Pyar Ka Nagma Hai sung by Mukesh from the 1972 movie Shor directed and produced by Manoj Kumar. Music composed by Laxmikant Pyarelal, and lyrics written by Santosh Anand.

Raag: Pahadi
Taal: Kaherva

Here is my rendition with backing tracks (posted on March 21, 2023):
Lyrics:
ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravani hai
ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravani hai
zindagi aur kuch bhi nahi, teri meri kahani hai
ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravani hai
zindagi aur kuch bhi nahin teri meri kahani hai
ek pyar ka nagma hai

la la la la la la, la la la la la la
kuch pakar khona hai, kuch khokar pana hai
jeevan ka matlab to ana aur jana hai
do pal ke jeevan se ek umr churani hai
zindagi aur kuch bhi nahi, teri meri kahani hai
ek pyar ka nagma hai

tu dhar hai nadiya ki, main tera kinara hoon
tu mera sahara hai, main tera sahara hoon
ankhon mein samandar hai, ashaon ka pani hai
zindagi aur kuch bhi nahi, teri meri kahani hai
ek pyar ka nagma hai

toofan to ana hai, akar chale jana hai
badal hai yeh kuch pal ka, chhakar dhal jana hai
parchhaniyan reh jati, reh jati nishani hai
zindagi aur kuch bhi nahi, teri meri kahani hai
ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravani hai
zindagi aur kuch bhi nahi, teri meri kahani hai
ek pyar ka nagma hai


Thank you for listening!
Peace
aG


Friday, March 17, 2023

Day 346 of 300: Today's song is Teri Duniya Mein Dil Lagta Nahin by Mukesh - Bawre Nain (1950)

It is day 346 of 300, and today's song is Teri Duniya Mein Dil Lagta Nahin sung by Mukesh from the 1950 movie Bawre Nain directed and produced by Kidar Nath Sharma. Music composed by Roshan, and lyrics written by Kidar Sharma.

Raag: Darbari Kalyani
Taal: Kaherva

Here is my rendition with backing tracks (posted on March 17, 2023):
Chords: ?
Lyrics:
teri duniya me dil lagtaa nahi, vapas bula le
mai sajde me gira hun, mujhko ai malik utha le
teri duniya

bahaar aai thi kismat ne magar ye gul khilaya
jalaya aashiyaan saiyyad ne, par noch dale
mujhko ai malik utha le
teri duniya

bhanvar ka sar na chakrae na dil lahro ka dube
ye kashti aap kar di maine tufaa ke havale
mujhko ai malik utha le
teri duniya

English Translation: ?

Thank you for listening
Peace
aG